Yeh Reshmi Zulfein Song Lyrics - Do Raaste | Mohammed Rafi | Rajesh Khanna

Yeh Reshmi Zulfein Song Lyrics By Do Raaste (1969 film) : This song is sung by Mohammed Rafi. Music composed by Laxmikant Pyarelal.

Lyrics : Anand Bakshi
Singer : Mohammed Rafi
Music : Laxmikant Pyarelal
Starring : Rajesh Khanna, Mumtaz, Balraj Sahni
Movie : Do Raaste (1969)




Yeh Reshmi Zulfein Song Lyrics

Yeh reshmi zulfein, Yeh sharbati aankhen
Inhe dekh kar jee rahe hain sabhi
Inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

Yeh reshmi zulfein, Yeh sharbati aankhen 
Inhe dekh kar jee rahe hain sabhi
Inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

Jo ye aankhen sharam se jhuk jaayengi
Jo ye aankhen sharam se jhuk jaayengi
Saari baatein yahin bas rook jaayengi
Chup rehna yeh afsaana koi inko na batlaana
Ki inhe dekh kar pee rahe hain sabhi
Inhe dekh kar pee rahe hain sabhi
Yeh reshmi zulfein, Yeh sharbati aankhen
Inhe dekh kar jee rahe hain sabhi
Inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

Zulfein magaroor itani ho jaayengi
Zulfein magaroor itani ho jaayengi
Dil ko tadhpaayegi, Jee ko tarsaayegi
Yeh kar dengi deewana, Koi inko na batlaana
Ki inhe dekh kar jee rahe hain sabhi
Inhe dekh kar jee rahe hain sabhi

Saare inki shikayat karte hain
Saare inki shikayat karte hain
Phir bhi inse mohabbat karte hain
Ye kya jaadoo hai jaane 
Phir chaak gire wa deewane
Inhe dekh kar see rahe hai sabhi
Inhe dekh kar see rahe hain sabhi
Yeh reshmi julafein, Yeh sharbati aankhen
Inhe dekh kar jee rahe hain sabhi
Inhe dekh kar jee rahe hain sabhi











Comments