Chup Gaye Saare Nazaare Lyrics By Do Raaste (1969) : This song is sung by Mohammed Rafi and Lata Mangeshkar. Music composed by Laxmikant-Pyarelal.
Singer : Lata Mangeshkar & Mohammed Rafi
Music : Laxmikant - Pyarelal
Starring : Rajesh Khanna, Mumtaz, Prem Chopra
Singer : Lata Mangeshkar & Mohammed Rafi
Music : Laxmikant - Pyarelal
Starring : Rajesh Khanna, Mumtaz, Prem Chopra
Chhup Gaye Saare Nazaare Lyrics
Chhup gaye saare nazaare , Oye kya baat ho gayi
Chhup gaye saare nazaare ,Oye kya baat ho gayi
Tune kajal lagaya, Din mein raat ho gayi
Tune kajal lagaya, Din mein raat ho gayi
Mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi
Mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi
Dil ne dil ko pukara mulakat ho gayi
Dil ne dil ko pukara mulakat ho gayi
Kal nahi aana mujhe na bulana, Ke marega tana zamana
Kal nahi aana mujhe na bulana, Ke marega taana zamana
Tere honto pe raat yeh bahana tha
Goree tujhko to aaj nahi aana tha
Tu chali aayi duhaayee, Oye kya bat ho gayi
Tu chali aayi duhaayi, Oye kya baat ho gayi
Maine chhodha jamana tere saath ho gayi
Maine chhoda zamana tere saath ho gayi
Oh tune kajal lagaya din mein raat ho gayi
Amwa ke daali pe gaaye matwaali koyaliya kaali niraali
Amwa ke daali pe gaaye matwaali koyaliya kaali niraali
Savan aane to kuchh matalab hoga
Baadal chhaane to koi sabab hoga
Rimjhim chhaye ghataaye oye kya baat ho gayi
Rimjhim chhaye ghataaye oye kya baat ho gayi
Teri chunari lahraayi barsaat ho gayi
Teri chunari lahraayi barsaat ho gayi
Dil ne dil ko pukara mulakaat ho gayi
Chhod na baiyaan padoo tere paiyan, Taro ke chhaiyan me saiyaan
Chhod na baiyaan padoo tere paiyan, Taro ke chhaiyan me saiyaan
Ek wo din tha milaati naa thi tu ankhiya
Ek ye din hai too jaagi saare saare ratiyan
Bann gayi gori chakori oye kya baat ho gayi
Bann gayi gori chakori oye kya baat ho gayi
Jiska darr tha bedardi wahi baat ho gayi
Jiska darr tha bedardee wahi baat ho gayi
Chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi
Dil ne dil ko pukara mulakat ho gayi
Dil ne dil ko pukara mulakat ho gayi
Comments
Post a Comment