Chookar Mere Mann Ko Kiya Tune Lyrics - Yaarana | Kishor Kumar

Chookar Mere Mann Ko Lyrics By Yaarana (1981) : This song is sung by Kishor Kumar. Music Composed by Rajesh Roshan.

Lyrics : Anjaan
Singer : Kishor Kumar
Music : Rajesh Roshan
Starring : Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Distributed By : A. K. Movies







Chookar Mere Mann Ko Lyrics

Hoon.... hoon...
Chookar mere mann ko
Kiya tune kya ishara

Chhookar mere mann ko
Kiya tune kya ishara 
Badalaa ye mausam
Lage pyaara jag saara
Chhokar mere mann ko
Kiya tune kya ishara
Badalaa ye mausam 
Lage pyaara jag saara
Chhoo kar mere mann ko 
Kiya toone kya ishara

Tu jo kahe jeevan bhar
Tere liye main gaaon
Tere liye main gaaon
Geet tere bolon ke 
Likhta chalaa jaaun
Likhta chala jaaun
Mere geeton mein
Tujhe dhoonde jag saara
Chhoo kar mere mann ko 
Kiya tune kya ishara
Badalaa ye mausam 
Lage pyaara jag saara
Chhoo kar mere mann ko
Kiya tune kya ishaara

Aaja tere aanchal ye
Pyaar se main bhar doon
Pyaar se main bhar doon
Khushiya jahaan bhar ki
Tujhko nazar kar doon
Tujhko najar kar doon
Tu hi mera jeevan
Tu hi jeene ka sahara
Chhoo-kar mere mann ko 
Kiya tune kya ishaara
Badala ye mausam 
Lage pyaara jag saara
Chhoo-kar mere mann ko 
Kiya tune kya ishaara




Comments