Aaya Tere Dar Par Deewana Lyrics By Veer - Zaara (2004) : This song is sung by Ahmed Hussain, Mohd. Husaain, Mohd Vakil, Javed Hussain. Music composed by Madan Mohan.
Lyrics : Javed Akhter
Singer : Ahmed Hussain, Mohd. Hussain, Mohd Vakil, Javed Hussain
Music : Madan Mohan
Starring : Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani
Music By : YRF
Lyrics : Javed Akhter
Singer : Ahmed Hussain, Mohd. Hussain, Mohd Vakil, Javed Hussain
Music : Madan Mohan
Starring : Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani
Music By : YRF
Aaya Tere Dar Par Deewana Lyrics
Jo bandishein thi zamane ki tod aaya hoon
Main tere vaste duniya ko chhodh aaya hoon
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya hoon aaya, Aaya tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Tera deewana, tera deewana, tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Tera deewana (tera...)
Tera deewana (deewana..)
Tera deewana (tera..)
Tera deewana
Tera deewana, teraa deewana, tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewaana
Ye hai tera hi saudaayi
Ye hai tera hi saudaayi (x2)
Tere ishq mein hai isse mar jaana
Aaya tere dar par deewana
Aayatere dar par deewaana
Aa.....
Tera jalwa jo paaon
Main to har gham bhool jaaon
Tera jalwa jo main paaon
Main to har gham bhool jaaon
Ye aansu jo hai behte
Bas itna hai ye kehte
Kahaan tu aur kahaan main
Paraaya hoon yahaan main
Aa.....
Karam itna agar ho ki
Mujh par ek nazar ho
Karam itna agar ho ki
Mujh par ek najar ho
Jaaon-o-dil waar doon
Zindagi haar doon main
Jaise samaa pe marta hai parvana
Aaya tere dar par deewana (x2)
Aa......
Aaya tere dar par tera hi deewana
Aaya tere dar par tera hi deewana
Deewana tera (x9)
Aaya tere dar par deewana, deewana,deewana
Aaya kis modh pe afsana (x6)
Ye shitam ka reewaj kyoon hai
Jaisa hai ye samaaj kyoon hai
Ye duniya ki hai rashmein
Main hoon ab inke bas mein
Na puchho kya gila hai
Mujhe gham kyoon mila hai
Tumhe main kya bataaon
Mohabbat jurm hai kyoon
Koi rota hai kyon aisa hota hai kyon
Kyon dil se har ek hai anjana
Aaya kis modh pe afsaana (x2)
Ye kis maahol main hum hain
Khushi ke bhes mein gham hain
Kisse apna kahe kise begaana
Aaya kis mod pe afsana (x2)
Aaya kis modh pe mera afsaana
Aaya kis mod pe mera afsaana
Afsana mera, Afsaana mera (x6)
Aaya kis mod pe afsana , afsaana, afsaana
Aaya kis modh pe afsaana (x4)
Comments
Post a Comment