Khuda Hai Tere Andar Lyrics - Ghayal Once Again | Arijit Singh

Khuda Hai Tere Andar Lyrics By Ghayal Once Again (2016) : This song is sung by Arijit Singh. Music composed by Shankar Ehsaan Loy.

Lyrics : Amitabh Bhattacharya
Singer : Arijit Singh
Music : Shankar Ehasaan Loy
Starring : Sunny Deol, Om Puri, Soha Ali Khan
Music By : Zee Music Company







Khuda Hai Tere Andar Lyrics


Bas ek chingari... Se aag lagati hai
Wo chingari to soyi hai tere hi seene mein
Zamana jaisa hai usey waisa hi rehne de
Batao na maza hi kya aise jeene mein

Bas ek chingari... se aag lagti hai
Wo chingari to soyi hai tere hi seene mein
Karta hai kyoon shikayatein
Pehle sudhaar aadatein
ek ek boond se hi banta hai samandar
Khud pehle kadam utha
Khud apani kasam tu khaa
Tujhko pata nahi khuda hai tere andar

Nakamiyo ke bahaane hazaron hai
Kiska kusoor kahein
Par zimmedari humaari bhi banti hai
Itana zarur kahein
Jo ho raha hai aankhon ke aage hai
 Nazarein kyoon pher le hum

Apane eraadon se manjar badalne ka
Sar pe suroor rahe
Mere yaara mera yaara sun le
Dil ki pookar jara

Sachchaiyaan saari najdeek hain tere
Jo dhoonde tu milengi wo tujhe aaine mein
Zamaana jaisa hai usey waisa hi rehne de
Batao na maza hi kya hai aisa jeene mein

Karta hai kyoon shikayatein
Pehle sudhaar aadatein
Ek ik boond se hi banta hai samandar
Khud pehle kadam uthaa
Khud apani kasam tu khaa
Tujhko pata nahi khuda hai tere andar
Tujhko pata nahi khuda hai tere andar
Tujhko pata nahi khuda hai tere andar
  

Comments