Aye (Ae) Phoolon Ki Rani Baharon Ki Malika Lyrics - Arzoo | Mohammed Rafi

Aye (Ae) Phoolon Ki Rani Baharon Ki Malika Lyrics By Arzoo (1965 film) : This song is sung by Mohammed Rafi. Music composed by Shankar Jaikishan.

Lyrics : Hasrat Jaipuri
Singer : Mohammed Rafi
Music : Shankar Jaikishan
Starring : Rajendra Kumar, Sadhana Shivdasani
Movie : Arzoo (1965)




Aye Phoolon Ki Rani Baharon Ki Malika Lyrics

Aye phoolon ki rani baharon ki malika
Tera muskuraana gazab ho gaya 
Aye phoolon ki rani baharon ki malika
Tera mushkuraana gazab ho gaya
Na dil honsh mein hain
Na hum honsh mein hain
Nazar ka milana gazab ho gaya

Tere honth kya hai gulabi kanwal hain
Ye do patiyaan pyaar ki ik gazal hain

Wo nazuk labon se, Mohabbat ki baatein
Humih ko sunana gazab ho gaya
Aye phoolon ki rani baharon ki malika
Tera muskuraana gazab ho gaya

Kabhi khul ke milna, Kabhi khud jhijhkna
Kabhi raaj tum par behkna machalana

Ye palakon ki chilman utha kar giraana
Gira kar uthaana gazab ho gaya
Aye phoolon ki rani baharon ki malika
Tera muskuraana gazab ho gaya

Fizaaon mein thandak ghata par jawani
Tere keshuon ki badhi meharbaani

Har ek pench mein sainkadho maikaze hain
Tera ladh-khadana gazab ho gaya
Aye phoolon ki rani baharon ki malika
Tera muskurana gazab ho gaya
Na dil hosh mein hai
Na hum hosh mein hai
Nazar ka milaana gazab ho gaya








Comments