Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Lyrics - Daag | Kishor Kumar | Rajesh Khanna, Sharmila Tagore

Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Lyrics By Daag (1973 film) : This song is sung by Kishor Kumar. Music composed by Laxmikant - Pyarelal.

Lyrics: Sahir Ludhianvi
Singer : Kishor Kumar
Movie : Daag (1973)
Music : Laxmikant - Pyarelal
Starring : Rajesh Kanna, Sharmila Tagore, Raakhee






Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Lyrics

Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe to main bataa doon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe to main bataa doon
Teri zulf phir savaaroon
Teri maang phir sajaa doon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe to main bataa doon

Mujhe devta bana kar
Teri chaahto ne pooja
Mujhe devta bana kar
Teri chaahto ne pooja
Mera pyaar keh raha hai
Main tujhe khuda bana doon
Mera pyaar keh raha hai
Main tujhe khuada bana doon
Mere dil mein aaj kyaa hai
Tu kahe to main bata doon

Koi dhundne bhi aaye
To humein na dhund paaye
Koi dhundne bhi aaye 
To humein na dhund na paaye
Tu mujhe kahin chhupa de
Main tujhe kahin chhupa doon
Tu mujhe kahin chhupa de
Main tujhe kahin chhupa doon 
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe to main bata doon

Mere baajuon mein aa kar
Tera dard chain bhaaye
Mere baajuon mein aa kar
Tera dard chain bhaaye
Tere kesuon mein chhup kar
Main jahaan ke gham bhula doon
Tere kesuon mein chhup kar
Main jahaan ke gham bhula doon
Teri zulf phir savaaroon
Teri maang phir sajaa doon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe to main bata doon









Comments