Main Teri Yaadon Mein Lyrics By Sanam Teri Kasam (2016) : This song is sung by Arijit Singh. Music Composed by Himesh Reshammiya.
Lyrics : Subrat Sinha
Singer : Arijit Singh
Music : Himesh Reshamiya
Starring : Harshvardhan Rane & Mawra Hocane
Music By : Eros
Lyrics : Subrat Sinha
Singer : Arijit Singh
Music : Himesh Reshamiya
Starring : Harshvardhan Rane & Mawra Hocane
Music By : Eros
Main Teri Yaadon Mein Lyrics
Main teri yaadon mein khoya
Main teri yaadon mein ulajhaa
Main teri yaadon mein khoya
Main teri yaadon me ulajhaa
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, Main nahi raha
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, Main nahi raha
Shaamo shehar kaise
Lagate zeher jaise
Tere bagair aise wo...
Socha nahi kaise
Hoon dar-badar jaise
Hogi basar aise wo...
Khamoshiyan hai khata meri
Tanhaiyaan hai sajaa meri
Samjha rahi hain ye dooriyaan
Teri meri nazdeekiyaan
Haan teri yaadon ke gam hain
Hai teri yaadon ki khushiyaan
Haan teri yaadon ke gam hain
Hai teri yaadon ki khushiyaan
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, Main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, Main na raha
Sabko khabar hai ye
Meri shehar hai tu
Kya bekhabar hai tu wo...
Itani jaraa si to
Haan hai tujhe kehani
Kehde nazar se tu wo...
Kya itani hai mazbooriyaan
Kyoon itani na mazbooriyaan
Ek mukhtasar si baat hai
Phir zindagi bhar ka saath hai
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Tere bin jeena kya mera
Tere been main, Main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, Main nahi raha
Comments
Post a Comment