Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics - Sanam Re | Arijit Singh & Amaal Mallik

Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics By Sanam Re (2016) :  This song is sung by Arijit Singh and Amaal Mallik. Music composed by Amaal Mallik.

Lyrics : Manoj Muntashir
Singer : Arijit Singh & Amaal Mallik
Music : Amaal Mallik
Starring : Pulkit Samrat & Yami Gautam
Music By : T-Series








Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics

Chal padhe hain hum aisi raah par
Bephikar hue ke ab jana kahan
Lapta hue saare raaste
Dhundega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa 
Doob jaane jaisa
Jaagi khwahishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi
Rehne do mujhe

Duniya ki bandisho se
Mere naate hai kahan
Rukna Thehrana mujhko aata hai kahan

Yeh shaam hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi barishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwahishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaas par soya aasmaan
Yeh mastiyan meri
Mann-maniya meri 
Lo mil gayi mujhe aazadiyaan meri

Ye samaa hai kaisa 
Muskurane jaisa
Dheemi barishein hain har jagah
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ha hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara  (x2)

Chal padhe hain hum aisi raah pe
Bephikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhundega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa 
Dheemi barishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwahishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)






Comments